Tribhuvan 2011-12-05 16:35:16Ek din bete ne apne papa se kaha: papa mai raajniti me jana chahta hu
papa ne kaha nahi beta wo jagah theek nahi hai
par beta nahi mana to papa ne kaha theek hai jao ek manzil par chad kar niche kud jao..
beta bola kyu mujhe chot lag jayegi..
Papa ne kaha nahi mai tumko pakad luga
beta upar chada aur kud gaya par niche uske papa ne usko nahi pakda aur uski tang toot gai
bete ne papa se pucha apne aisa kyu kiya to papa ne kaha beta raajniti ka pahla usul ye hai ki apne baap pe bhi bharosa mat karna