Tribhuvan 2011-05-14 11:39:21Auro bhai ek bar japan apne frnd ke yaha gaye
waha pe frnd ne btaya hamare yaha sab fast chalta hai har kam time pe hota hai
frnd ne nauker robet ko bulaya aur hotel se khana lane ko kaha
frnd- ghadi dekh kar dekho robet tiffin lekar ghar se nikal gaya fir ghadi dekha aur bola wo hotel pahuch gaya ab khana pack karwala liya
ab wo ghar ke gate pe aa gaya
fir aawaz lagai Robet...
Robet- yes sir
frnd- khana laya
robet- yes sir
frnd- dekha hamare japan me time pe kam
Auro ne us frnd ko india bulaya
fir ek din wo aa gaya to fir auro ne usko bola hamare yaha bhi sab kam fast hote hai mai dikhata hu
fir aawaz lagai ramu jao hotel se khana lekar aao
kuch der bad auro ne ghadi dekha aur kaha ki ramu hotel pahuch gaya
ab khana pack karwa liya wo ab wapas aa gaya
gate se andar aa gaya
fir auro ne aawaz lagai Ramu...
Ramu- ji sir
Auro- khana laya?
Ramu- sir ji abhi tiffin dhundh raha hu
Tribhuvan 2011-05-14 11:39:47Bindaas park me ek ladki ke sath mwah kar raha tha
waha paas me baithe ek bujurg ne kaha kya ye hamari Sankriti hai
bindaas- nahi dada ji ye mere pados ke sharma ji ki ladki sapna hai
Tribhuvan 2011-05-14 11:40:08Avadh- makai ke lava ham to apni begam se pareshan ho gaye hai jo bhi kam karta hu wo beech me jarur tapak jati hai
Lava- to ek kam karo hamesha car chalaya karo
aadityaa 2011-05-14 12:00:39Deepak435-Sir, Pyar ka Izhaar karne ke liye sabse suitable jagah kya hogi.??
TribhuvanJi-Mandir,
Deepak435-Wo kaise.???
TribhuvanJi-Kyunki wahan ladki chappal utar ke jaati hai.
Hahahhahahahahahahahaahaha