Sewame shree man mahamahim wapspell ke rachiyata manniya sammaniy auro ji
savinay nivedan hai ki kripa karke msg me bhi say i am busy wala oppsn start karne ka kasht kare jisse jyada tar busy rahne wale hamare wapspell ke wasiyo ko aaram mil sake aapki ati kripa hogi
Jo free hoge unhe jarurat nahi jo busy rahte hai unhe anawshak rup se dusre log paresan karte hai . Wo bechare kuch kah nahi pate kahi unhe bura na lag jaye
Busy ho to msg mat pado, jab free ho jao tab pad lo isme kon si badi baat hai, yeh koyi bub to hai nahi jo beech me pareshan karega, aur ager itne hee busy rehate ho to buddy banate kyon ho ,
waise is subhidha ki jarurat ladkiyon ko jada hogi hum ladko ko nahi
Sewa me sammanniy bhaiyon aur bahano mujhe to ye sb "maya" ji ki maya lagati hai ,
maya ji ki "chhatra-chhaya bani rahe isliye "maya" chalane diya jaye .kyoki isase ham sabko koi asubidha nahi hai.